Roman script

dharam or iman badal jate hai

are chandi ki jhankar se insan badal jate hai

is desh ka socho kya hoga is desh ka socho kya hoga

ab ham kaise batlaye ab ham kaise batlaye

jab apne hi gharwale apne dusman ban jaye

is desh ka socho kya hoga

bhai kya hoga bhai kya hoga

gairo ko ye apne dusman apna bhed batate hai

apna bhed batate hai

janta ka ye mal udakar apna mal banate hai

apna mal banate hai koi to inko roke koi to inko roke

dete hai sabko dhokhe dete hai sabko dhokhe

apne ghar ki daulat ko oro ke ghar pahuchaye

is desh ka socho kya hoga bhai kya hoga bhai kya hoga

mehnat ke bina inko dekho khel rahe hai lahko me

khel rahe hai lahko me aaj ye sare desh ki kismat 

lekar baithe hatho me lekar baithe hatho me 

din rat ye aish udaye din rat ye aish udaye

ye kitni lut machaye ye kitni lut machaye

are bade sharam ki bat hai lekin

ye kyu na sharmaye is desh ka socho kya hoga

ab ham kaise batlaye ab ham kaise batlaye

jab apne hi gharwale apne dusman ban jaye

is desh ka socho kya hoga bhai kya hoga bhai kya hoga

Explore this song