Roman script

intezare saba raha barson

intezare saba raha barson

ek daricha khula raha barson

intezare saba

ek din uska pyaar barsa tha

ek din uska pyaar barsa tha

aur main bheegta raha barson

aur main bheegta raha barson

ek daricha khula raha barson

intezare saba

unki ankhon ke jaam yaad rahe

unki ankhon ke jaam yaad rahe

bin peeye bhi nasha raha barson

bin peeye bhi nasha raha barson

ek daricha khula raha barson

intezare saba

tab kahin jaa ke ek ghazal likhi

tab kahin jaa ke ek ghazal likhi

main tujhe sochta raha barson

main tujhe sochta raha barson

ek daricha khula raha barson

intezare saba

faasle kam na ho sake qaisar

faasle kam na ho sake qaisar

aamna saamna raha barson

aamna saamna raha barson

ek daricha khula raha barson

intezare saba

Explore this song