Roman script

inteha aaj ishq ki kar di

inteha aaj ishq ki kar di

aapke naam zindagi kar di

aapke naam zindagi kar di

inteha aaj ishq ki kar di

tha andhera garibkhane mein

tha andhera garibkhane mein

tha andhera garibkhane mein

aapne aake roshni kar di

aapne aake roshni kar di

aapne aake roshni kar di

aapne aake roshni kar di

dene waale ne unko husn diya

dene waale ne unko husn diya

dene waale ne unko husn diya

aur ada mujhko aashiqi kar di

aur ada mujhko aashiqi kar di

tumne zulfon ko rukh pe bikhra kar

tumne zulfon ko rukh pe bikhra kar

tumne zulfon ko rukh pe bikhra kar

shaam rangeen aur bhi kar di

shaam rangeen aur bhi kar di

aapke naam zindagi kar di

aapke naam zindagi kar di

inteha aaj ishq ki kar di

inteha aaj ishq ki kar di

Explore this song