Roman script

insha allah 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

insha allah 

heere moti jaise, geeto ke ye tohfe 

chun chun ke laaya hu 

aap ke shahar ko, apne shahar ka 

pyaar dene aaya hu 

heere moti jaise, geeto ke ye tohfe

chun chun ke laaya hu 

aap ke shahar ko, apne shahar ka 

pyaar dene aaya hu 

insha allah 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

insha allah 

waqt ye chhandi sona, waqt jara nahi khona 

anmol hai har ghadi 

husn kaa saagar pee lo, har pal pyaar me ji lo 

ek pal hai ek jindagi 

waqt ye chhandi sona, waqt jara nahi khona 

anmol hai har ghadi 

husn kaa saagar pee lo, har pal pyaar me ji lo 

ek pal hai ek jindagi 

insha allah 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

insha allah 

naacho ae jaaneman, gham hai dil ka dushman 

gham ko naa paas aane do 

mit jaayega sadma, pyaar bhara ye nagma 

hontho ko chhu jaane do 

naacho ae jaaneman, gham hai dil ka dushman 

gham ko naa paas aane do 

mit jaayega sadma, pyaar bhara ye nagma 

hontho ko chhu jaane do 

insha allah 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

pyaar ki saugaat yaad rakhogi 

aaj ki ye raat yaad rakhogi 

insha allah

Explore this song