Roman script

insha allah aaha aaha 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
insha allah aaha aaha 
parde parde me vo kayamat aayi hai 
bijalee see lehraai hai
dil se dil jodungi tujhko na chhodungi 
maine ye kasam khai hai 
parde parde me vo kayamat aayi hai 
bijalee see lehraai hai
dil se dil jodungi tujhko na chhodungi 
maine ye kasam khai hai 
insha allah aaha aaha 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
insha allah aaha aaha 
chehre se ye parda uthaaye wo deewana
jo pyar se ye dil chhu le 
parda na uthaana chuke naa nishana
jab teer mera chale  
o chehre se ye parda uthaaye wo deewana
jo pyar se ye dil chhu le 
parda na uthaana chuke naa nishana
jab teer mera chale  
insha allah aaha aaha 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
insha allah aaha aaha 
aaj se pehle aisi raat kabhi naa aayi 
naa fir ye raat aayegi 
duaa mere katil ki 
aaj to mere dil ki 
tamanna nikal jaayegi
ho aaj se pehle aisi raat kabhi naa aayi
naa fir ye raat aayegi 
duaa mere katil ki 
aaj to mere dil ki 
tamanna nikal jaayegi
insha allah aaha aaha 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
aaj ki raat yaad kroge
ye mulaakat yaad kroge 
insha allah aaha aaha 
insha allah, insha allah

Song details

Song video

Watch on YouTube