Roman script

insan ki mohabbat bhul gaya 

tu rasme wafa ko bhul gaya 

do roz ki jhuthi duniya mein 

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

tu julmo sitam se o jalim 

khalik si shan mitata hai 

jo dar pe khdi hai shamo shahar 

kya apni kaja ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

duniya ke safar mein ae rahi 

ek hath se de ek hath se le 

yaha soda nakada nakadi 

tu uski raja ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

nadan sambhal kuch hosh me aa 

ye julam na kar yun jor na jha 

takat ke nashe mein diwane 

tu kehare khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya

bande tu khuda ko bhul gaya 

bande tu khuda ko bhul gaya

Explore this song