Roman script

insaf wala jo bhagwan hota to

insaf wala jo bhagwan hota to

kahe garibo ka chalan hota

insaf wala jo bhagwan hota to

kahe garibo ka chalan hota

kahe garibo ka chalan hota

hote hai note sada numbar hamare

barish me tapke to chappar hamare

hote hai note sada numbar hamare

barish me tapke to chappar hamare

pathar ke takiye ghash ke bichone

pathar ke takiye ghash ke bichone

dunia ke hatho me hum hai khilone

agar tu sabhi hi ka gahban hota

to shikwa na tujhse meri jan hota

to shikwa na tujhse meri jan hota

insaf wala jo bhagwan hota to

kahe garibo ka chalan hota

koi adharmi ya kafir nahi hu

mai union ka bhi leader nahi hu

koi adharmi ya kafir nahi hu

mai union ka bhi leader nahi hu

kisko pukare kismat ke rehte

kisko pukare kismat ke rehte

abba hamara tu hum tere bete

agar ek sa tera farman hota

na badla garibo ka kurban hota

na badla garibo ka kurban hota

insaf wala jo bhagwan hota to

kahe garibo ka chalan hota

Explore this song