Roman script

jab shaitano ne milkar maran maridang bajaya

iman ko dafnaya or juth ko taj pehnaya

kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha

kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha

jab sachai ke sine me khanjar utara jata hai

jalim logo ke hatho jab isha ko mara jata hai

kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

mang rahi hai jawab insaf ki awaz

kuch log jahar se jahrile

jo yari ka dum bharte hai dusman se hath milate hai

yaro se dhokha karte hai jo kismat likhte aaye hai

un hatho ko kya or mila itni mehnat ke badle me 

unhe maut ka tohfa diya gaya

mang rahi hai jawab insaf ki awaz

kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

ye aankhe nahi koi sehra hai ek bund nahi hai pani ki

kismat ne mang me aag bhari or abhi umar hai jawani ki

ye atal himalay ke jaisi ye aasu kaha bahati hai

chahe taj mile chahe kafan mile ye apna farz nibhati hai

jab aankhe ro nahi pati dil andar andar rota hai

kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

mang rahi hai jawab insaf ki awaz

kanun kaha sota hai insaf kaha hota ha

insaf kaha hota ha insaf kaha hota ha

insaf ki awaz insaf ki awaz

Explore this song