Roman script

jis din aakash be-daag hoga

chehra chand ka saaf hoga

jis din aakash be-daag hoga

chehra chand ka saaf hoga

jis din samay ne aakhen kholi

insaaf insaaf insaaf hoga

behta kya aankh mein umeed nahi hai

aansu ka mol to hai kharid nahin hai

tarazu uthega toh insaaf hoga

hoga hoga hoga insaaf hoga

insaaf insaaf insaaf hoga

behti nadiya rukti nahi hai

dooba dooba tar tar dooba

toh bhi mikhti nahi hai

gardan par hai karz lahu ka

gardan dekar hi maaf hoga

insaf insaf insaf hoga

jis din aakash be-daag hoga

chehra chand ka saaf hoga

jis din samay ne aakhen kholi

insaaf insaaf insaaf hoga

Explore this song