Roman script

jalati dhup me halki hawa chal gayi

mila bhrosa yar kaa, ja phir sambhal gayi

khwaaish saans le, janjire pighal gayi

saba ummid ko mathe pe yu mal gayi

sune sehraao me hasrat pali hai

tufan me aaj ye shamma jali hai

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

aage kya likha hamko kya khabar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

din mehak mehak gaya

raat machal machal gayi

chah jara tha ab magar

niyat badal badal gayi

din mehak mehak gaya

raat machal machal gayi

chah jara tha ab magar

niyat badal badal gayi

ho bechain jindagi sukun paye

dil ki ye aarju lab tak to aaye

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

aage kya likha hamko kya khabar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

jalati dhup me halki hawa chal gayi

mila bhrosa yar kaa, ja phir sambhal gayi

kaisa saaj hai, tanha ja behal gayi

dhimi si taal par, aashaye machal gayi

sune sehraao me hasrat pali hai

tufan me aaj ye shamma jali hai

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

shayad hai ye dosti, ya iman kaa asar 

aage kya likha hamko kya khabar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

imaan kaa asar, imaan kaa asar

Explore this song