Roman script

tere bin is dil ne mar jaana

itminaan hai mujhe tere sath

itminaan hai mujhe tere sath

kya karu duniya ke lafzo ka

itminaan de mujhe teri baat

itminaan de mujhe teri baat, teri baat

ik tu hai bas tu hai mujhme

ab main hoon kaha

ik tu hai bas tu hai mujhme

ab main hoon kaha

tu mujhme reh gaya hai

mujhme ab main hoon kaha

tere bin is dil ne mar jaana

itminaan hai mujhe tere sath

itminaan hai mujhe tere sath

kya karu duniya ke lafzo ka

itminaan de mujhe teri baat

itminaan de mujhe teri baat, teri baat

main iss qadar tujhe hoon janta

tujhe rooh talak hoon pehchanta

main iss kadar tujhe hoon janta

tu bhi khud ko jaane na

ik tu hai bas tu hai mujhme

ab main hoon kaha

tu mujhme reh gaya hai mujhme

ik tu hai bas tu hai mujhme

ab main hoon kaha.

Explore this song