Roman script

main bhi hu tu bhi hai amne samne

dil ko behka diya ishq ke jaam ne

musalsal nazar barasti rahi

taraste hai hum bheege barsaat mein

main bhi hu tu bhi hai amne samne

dil ko behka diya ishq ke jaam ne

musalsal nazar barasti rahi

taraste hai hum bheege barsaat mein

ik mulaqaat ik mulaqat mein

baat hi baat mein

unka yun muskurana gazab ho gaya

kal talak wo jo mere khayalo main the

rubaru unka aana gazab ho gaya

mohabbat ki pehli mulaqaat ka

asar dekho na jaano kab ho gaya

ek mulaqat mein baat hi baat mein

unka yun muskurana gazab ho gaya

humsafar harsafar mein teri hi kami hai

dil tera hi toh hai mere hadd ki zami hai

humdard tu meri wakif kahi hai

kaarebaa dekh aakho ki naami ik mulaqaat

ik mulaqat mein baat hi baat mein

unka yu muskurana gazab ho gaya

kal talak wo jo mere khayalo main the

rubaru unka aana gazab ho gaya

mohabbat ki pehli mulaqaat ka

asar dekho na jaano kab ho gaya

ek mulaqat mein baat hi baat mein

unka yu muskurana gazab ho gaya

ik mulaqaat ik mulaqat mein baat hi baat mein

unka yu muskurana gazab ho gaya ho ohh

Explore this song