Roman script

ik moorat manohar hai 

ik moorat manohar hai 

mori ankhiyan ko tarsaye

ik moorat manohar hai 

ik moorat manohar hai 

mori ankhiyan ko tarsaye

nirmohi naina mane na 

nirmohi naina mane na 

rah rah kar nind bhagaye

haye rah rah kar nind bhagaye

ik moorat manohar hai 

mori ankhiyan ko tarsaye

brij ki ye kaisi reet aayi

prem ki kaisi reet banai

brij ki ye kaisi reet aayi

prem ki kaisi reet banai

pal mein mile chhin mein kho jaye

hath kabhi na aaye

hath kabhi na aaye preetam

hath kabhi na aaye

dhir dhare kaisr man mera

ujad gaya bulbul ka basera

dhir dhare kaisr man mera

ujad gaya bulbul ka basera

bujh rahi jyoti aasha ki

bujh rahi jyoti aasha ki 

ik moorat manohar hai 

mori ankhiyan ko tarsaye

Explore this song