Roman script

kaha chali sharma ke muh chupaye huye

kadam pe kayamat ek uthaye huye

ek ladki bholi bhali si ki jiska naam hai radha

jiska roop hai saada kuch sharma ke kuch gabara ke

kar gayi pyaar ka vaada ek ladki bholi bhali si

ki jiska naam hai radha jiska roop hai saada

kuch sharma ke kuch gabara kekar gayi pyaar ka vaada

ek ladki bholi bhali si sabnam jiska mukhda dhoye

suraj rang nikhare

sabnam jiska mukhda dhoye suraj rang nekhare

mast pawan ka chanchal jhoka jiske baal sanware

ankiya jiski badi badi jiska badan phulo ki ladi

aaj vo kaise dil pe baithi soch rahi hai khadi khadi

ki jiska naam hai radha jiska roop hai saada

kuch sharma ke kuch gabara ke kar gayi pyaar ka vaada

ek ladki bholi bhali si

do bolo me sab kuch kah gayi pyar me bebas ho kar rah gayi

do bolo me sab kuch kah gayi pyar me bebas ho kar rah gayi

dil ki baat juba par laayi tokhar khayi aur pachtayi

tokhar khayi aur pachtayi nikhri nikhri surat hai

yahi to hai vo albeli jiski hume jarurat hai

ek ladki bholi bhali si ki jiska naam hai radha

jiska roop hai saada kuch sharma kekuch gabara ke

kar gayi pyaar ka vaada ek ladki bholi bhali si

ek ladki bholi bhali si ek ladki bholi bhali si

Explore this song