Roman script

ek dukhiya jawani ki hai bas itni kahani

ji ho gayi dushman jawani me hi jawani 

hai itni kahani do peele peele kheto me

aachal ki udane kajal ka jhula aankho me

bohe teer kamane wo gopiya se karti thi

bulbul ki nishane kismat ne uski ek na mani

haye ho gayi dushman jawani me hi jawani

hai itni kahani

majburiya thi bebasi thi dil me gum bhi tha

ke ho rahi shadi budhape se sitam ye tha

dulhan thi nayi naveli par ranjo alam bhi tha

aake budhape ne chhin li masum jawani

haye ho gayi dushman jawani me hi jawani

hai itni kahani

ummido ki lasho ki thi ek sej bichai

aur aas me dubi hui najar dar pe lagai

darwaje pe dastak ki sada kano me aayi

sunte hi jaan kaap uthi aur aankhe tharrai

aur aankhe tharrai socha usne lut chali hai

ab to ye asmat meri socha phir wo uth khadi

ke hai yahi kismat meri mehandi range hatho se

usne liya kanjar sambhal chir kar sina diya

usne kaleja yu nikal

Explore this song