Roman script

ek baat puchti hu ae dil jawab dena

ek baat puchti hu ae dil jawab dena

mai unki ho gayi hu ae dil jawab dena

ek baat puchti hu

nadiya ke lahare machal ke sahil se kyu takrati hai

sawan ki bijaliya kadak kar badal me kyu rah rati hai

aaps me pyar hai dil bekrar hai

mil ke gale kho jati hai ek baat puchti hu

ae dil jawab dena ae dil jawab dena

ek baat puchti hu

uski lagan me ye samma har rat dil ko jalati hai

chanda ki yaad me chakori kyu apni jaan gavati hai

sholo ki chaha me chahat ki raho me

mar ke bhi zindagi pati hai pati hai pati hai

ek baat puchti hu ae dil jawab dena

mai unki ho gayi hu ae dil jawab dena

ek baat puchti hu

Explore this song