Roman script
kaise bataaye, kaise jataaye, subah tak tujhme jina chahe bhige labo ki gili hansi ko, pine ka mausam hai pina chahe ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai o aadat hai, aadat hai o aadat hai ehsaas tere aur mere to ik duje se jud rahe ik teri talab mujhe aisi lagi, mere hosh bhi udne lage mujhe milta sukun teri baaho me, jannat jaisi ek raahat hai ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai o aadat hai, aadat hai o aadat hai kyun sabse juda, kyun sabse alag andaaz tere lagte besaakhta hum saaye se tere, har shaam lipatate hain har waqt mera qurbat me teri, jab guzre to ibadat hai ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai ik baat kahu kya ijazat hai, tere ishq ki mujhko aadat hai o aadat hai, aadat hai o teri aadat hai
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: One Night Stand (2016)
- Composer: Meet Bros
- Lyricist: Shabbir Ahmed
- Actor: Sunny Leone
- Actor: Tanuj Virwani
- Actor: Nyra Banerjee
- Actor: Khalid Siddiqui
- Actor: Ninad Kamath
- Actor: Master Rehan Pathan
- Actor: Geeta Bisht
- Actor: Shishir Sharma
- Actor: Narendra Jetley
- Actor: Aamir Ahmed
- Actor: Kapil Panjabi
- Actor: Farhana Fatema
- Actor: Kiyomi Mehta
- Actor: Ashai Sachdeva
- Actor: Shatakshi Dubey
- Actor: Kanwaljeet Singh
actor: Tanuj Virwani, Nyra Banerjee