Roman script

ib na sunungi maine bahut sun liya 

ib na sunungi maine bahut sun liya 

teri naukri meri sautan piya 

ib na sunungi maine ha maine bahut sun liya

teri naukri meri sautan piya 

rasiya mann basiya rasiya mann basiya

khich ke apna hath bedardi chhod ke meri pyas adhuri 

achchha rukhsat main chalta hu 

achchha rukhsat main chalta hu 

mujhko hai kuchh kam jaruri 

kitni asani se tune ye ke diya 

teri naukri meri sautan piya sautan piya 

ib na sunungi maine bahut sun liya 

sham talak baithi rahti hu main raste pe nain bichhiya 

sham talak baithi rahti hu main raste pe nain bichhiya 

mere mann se deepak achchha rat jale subah bujh jaye 

sari rat sara din jale ye jiya 

teri naukri meri sautan piya sautan piya 

ib na sunungi maine bahut sun liya 

ankhiyo ko phir kuchh nahi bhata dard jiya mein jab uthte hai 

sawariya ke bin phulo ki sawariya ke bin phulo ki

sej pe bhi kante chubte hai kante chubhoye tune aur kya kiya 

teri na teri meri sautan piya sautan piya

ib na sunungi maine ha maine bahut sun liya

teri naukri meri sautan piya 

rasiya mann basiya rasiya mann basiya

Explore this song