Roman script
dil ka ye kya raaz hai jane kya kar gaye jaise andhero me tum chandni bhar gaye dil ka ye kya raaz hai jane kya kar gaye jaise andhero me tum chandni bhar gaye kare chand taro ko mashhur itna kyu kambakht inn se bhi khubsurat hai tu i love you, i love you, i love you din bhar kare bate hum, phir bhi lage bate adhuri aaj kal mann ki dehleezo pe koi aaye na bas tum zaruri aaj kal abar mai hu, tu aasmaan hai paas hai tu, par kaha hai zidd meri tu nahi meri aadat hai tu i love you, i love you, i love you kabhi kabhi mai khud se hu ye puchta mai tere kabil bhi hu kya itna to mujhe hai malum mil ke tujhe behtar mai insan ban gaya thoda thoda, tujhse sikha pyar karne ka tarika dil ke khuda ki mujhpe inayat hai tu i love you, i love you dil ka ye kya raaz hai jane kya kar gaye jaise andhero me tum chandni bhar gaye kare chand taro ko mashur itna kyu kambakht inn se bhi khubsurat hai tu i love you, i love you i love you
Song details
- Singer: Clinton Cerejo
- Singer: Ash King
- Film / album: Bodyguard (2011)
- Composer: Pritam Chakraborty
- Lyricist: Neelesh Misra
- Actor: Salman Khan
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Rajat Rawail
- Actor: Katrina Kaif
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Aditya Pancholi
- Actor: Hazel Keech
- Actor: Asrani
- Actor: Mohan Kapoor
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Chetan Hansraj
singer: Clinton Cerejo, Ash King
actor: Salman Khan, Kareena Kapoor