Roman script

huzur aap ka tha 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain 

chhupa ke baithe hain

aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain ha munna  

chhupa ke baithe hain

aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

uda hain rang nazar de rahi duhai hain 

ladi hain aankh kaha kaise chot khai hain 

hawa se gum hain 

khayalato me hain khoye huye 

jara batao ki ho jagte ya soye hue 

kaha lutaya hain dil ka karaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain wah beta 

chhupa ke baithe hain

aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

ye pahali mohabbat jaab hoti hain 

mile to jaan ya kismat kharab hoti  hain

anokhi baat ye mashhur hain jamane me 

ye ishq lata hain shaho ko kaid khane me 

suni hain husn ne dil ki pukar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain o munna  

chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

nishani jan ke uski chhupa ke laye the 

kisi ke panw ke jute chura ke laye the 

yahi hain jurm saja jiski ham hain paye huye 

ye jute dekh lo sine se hain lagaye huye 

hain baap dada ka ye karobaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain aa ha  

chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

ham apane dil ko hatheli pe le aye hain 

huy hain jakhmi magar fir bhi muskuraye hain 

kiya pyaar to fir darna kya jamane se 

ye aag chhupti nahi kabhi chhupane se 

vafa ko dhundhte firte hian barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

chhupa ke baithe hain o munna  

chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha, intzaar barso se 

huzur aap ka tha

Explore this song