Roman script

huye hai majbur hoke apno se dur 
hua mera kya kasur kuch samjh na aaye
huye hai majbur hoke apno se dur 
hua mera kya kasur kuch samjh na aaye
kise apna hal sunaye re 
koi nahi pas mere chhut gayi aash
ab ras nahi ras mera dil ghabraye 
huye hai majbur hoke apno se dur 
hua mera kya kasur kuch samjh na aaye
din khushiyo ke humse ruth gaye 
ab apne sahare sab tut gaye
din khushiyo ke humse ruth gaye 
ab apne sahare sab tut gaye
kise dil ke dag dikhaye re 
koi sune na pukar hua jina duswar
chhuta dil ka kara koi kaha chala jaye
huye hai majbur hoke apno se dur 
hua mera kya kasur kuch samjh na aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube