Roman script

husn samne hain tere raja

husn samne hain tere raja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

husn samne hain tere raja

husn samne hain tere raja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

ye sama aur ye mastiya

main hu hasi aur tu hain jawan

ye sama aur ye mastiya

main hu hasi aur tu hain jawan

hain ye raat pyar ki

bahar ki nikhar ki

aaja meri baaho me sama ja

husn samne hain tere raja

husn samne hain tere raja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

gudgudi kyu hone lagi

nahi nahi abhi nahi

gudgudi kyu hone lagi

nahi nahi abhi nahi

ye ghadi umang ki

rang ki tarang ki

jane jana ye khabar hain taja

husn samne hain tere raja

husn samne hain tere raja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

madbhari meri har ek ada

ye hain nasha jo chadhta gaya

madbhari meri har ek ada

ye hain nasha jo chadhta gaya

main abhi jawan hu mehfilo ki jaan hu

tujh par meharbaan hu main aaja

husn samne hain tere raja

husn samne hain tere raja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

sambhalo tumhara bajne wala hain baja

Explore this song