Roman script

husn hai suhana ishk hai deewana

husn hai suhana ishk hai deewana

rup ka khazana aaj hai lutana

aake deewane mujhe sine se laga na na na 

goriya chura na mera jiya goriya chura na mera jiya 

husn hai suhana ishk hai deewana

rup ka khazana aaj hai lutana

aake deewane mujhe sine se laga na na na 

goriya chura na mera jiya goriya chura na mera jiya 

goriya chura na mera jiya 

karke ishara bulaye jawani 

aise lubha na mujhe deewani aise lubha na mujhe deewani

tere bina hai adhuri kahani 

dunga tujhe mai koi nishani dunga tujhe mai koi nishani

aaja aaja aana aaja aaja aana dilbarjani

jaanejana o jana tu hai khwabo ki rani

apna banaugi nigahe to mila na na na 

goriya ne pagal mujhe kiya goriya ne pagal mujhe kiya 

goriya chura na mera jiya goriya chura na mera jiya  

mauka milan ka kaha roj aaye 

aise mujhe kyo karib laye aise mujhe kyo karib laye

darde judai sahi ab na jaye 

koi nasha sa dhadkan pe chhaye koi nasha sa dhadkan pe chhaye

dhire dhire se haule haule se kyu tadapaye

pyasi raato me aisi baato me kyo behkaye

kya hai irada mere yaar bata na na na 

goriya mere yar bata na na na 

goriya hai aashik tera piya goriya hai aashik tera piya

husn hai suhana ishk hai deewana

rup ka khazana aaj hai lutana

aake deewane mujhe sine se laga na na na 

goriya chura na mera jiya goriya chura na mera jiya 

goriya chura na mera jiya goriya chura na mera jiya

Explore this song