Roman script

husne bahara tauba shayme gulista tauba 

husne bahara tauba shayme gulista tauba 

husne bahara tauba re tauba 

shayme gulista tauba re tauba 

bhige badan me kaisi jlan hai

bhige badan me kaisi jlan hai

allah ne gehva choba aaha

husne bahara tauba shayme gulista tauba

gore badan ka jadu chandi sa jagmgaye

gore badan ka jadu chandi sa jagmgaye

jiase hasin shole shabnam me dub jaye 

bhige badan me kaisi jlan hai

bhige badan me kaisi jlan hai

allah ne gehva choba aaha

husne bahara tauba shayme gulista tauba

leharo se khelti hai betab dil ki dhadkan

leharo se khelti hai betab dil ki dhadkan

aati huyi jawani jata huya ladkpan

leharo se khelti hai betab dil ki dhadkan

aati huyi jawani jata huya ladkpan

bhige badan me kaisi jlan hai

bhige badan me kaisi jlan hai

allah ne gehva choba aaha

husne bahara tauba shayme gulista tauba

zulfo se girta pani kya rang la raha hai

zulfo se girta pani kya rang la raha hai

kali ghata me jaise sawan naha raha hai

bhige badan me kaisi jlan hai

bhige badan me kaisi jlan hai

allah ne gehva choba aaha

husne bahara tauba shayme gulista tauba

husne bahara tauba shayme gulista tauba

husne bahara tauba re tauba 

shayme gulista tauba re tauba 

bhige badan me kaisi jlan hai

bhige badan me kaisi jlan hai

allah ne gehva choba aaha

husne bahara tauba shayme gulista tauba

Explore this song