Roman script

husn bhi hai udas-udas
ishk bhi gam se chur hai
husn bhi hai
mere nasib dekhiye
mere nasib dekhiye
paas ho ke dur hai
husn bhi hai udas-udas
ishk bhi gam se chur hai
husn bhi hai
hotho se chhin gayi hansi
khil na saki koi kali
hotho se chhin gayi hansi
kahne ko baag me bahar
kahne ko baag me bahar
aayi hui jarur hai
husn bhi hai udas-udas
ishk bhi gam se chur hai
husn bhi hai
jab se khafa hai jindagi 
ruth gayi hai har khushi
jabse khafa hai jindagi 
dil me kisi ka gam liya
dil me kisi ka gam liya
bas ye mera kasur hai
husn bhi hai udas-udas
ishk bhi gam se chur hai
husn bhi hai

Song details

Song video

Watch on YouTube