Roman script

ho o ho hum se khush hai jamana

ho o ho hum se khush hai jamana 

jamana khush hai jamana 

dard pahlu me lakho chupa kar 

aansu pite huye muskura kar 

dard pahlu me lakho chupa kar 

aansu pite huye muskura kar 

gate hai ye tarana 

gate hai ye tarana 

ho o ho hum se khush hai jamana

ho o ho hum se khush hai jamana 

jamana khush hai jamana 

bahri duniya se apni kahani 

kya kahe ho gayi chup jawani 

bahri duniya se apni kahani 

kya kahe ho gayi chup jawani 

gati hai har farman 

gati hai har farman 

ho o ho hum se khush hai jamana

ho o ho hum se khush hai jamana 

jamana khush hai jamana 

ye jamana satata hai ae dil 

is ko hans hans rulata hai ae dil 

tu bhi isko rulana 

tu bhi isko rulana 

ho o ho hum se khush hai jamana

ho o ho hum se khush hai jamana 

jamana khush hai jamana

Explore this song