Roman script

hamse dil ki lagi na chhupana

hamse dil ki lagi na chhupana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

hamse dil ki lagi na chhupana

hamse dil ki lagi na chhupana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

thandi hawao ka karke bahana karke bahana

kahani hamari hami se chhupana hami se chhupana

bhole balma ne ye na jana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

na bechainiya dil se na tumse chhupengi

na tumse chupengi

juban chup rahi to nigahe kahengi

nigahe kahengi

lagi dil ki hai mushkil hai chhupana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

wo ruk ruk ke kahna maza de raha tha

maza de raha tha ke nazro ka jhukna

pata de raha tha pata de raha tha

laga dil pe nazar ka nishana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

yahi dekhna hai na kab tak kahoge

na kab tak kahoge kaha tak mohabbat me

chup chup rahoge chup chup rahoge

piya kab tak karoge ye bahana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

hamse dil ki lagi na chhupana

hamse dil ki lagi na chhupana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana

Explore this song