Roman script

hamse bhi aate jate ankh milana dur se
o babu dur se koi nishana dur se
hamse bhi aate jate ankh milana dur se
o babu dur se koi nishana dur se
aankho me bhar ke layi baho me bhar ke layi
jalve bahar ke ghayal najar se kar de
teero se dil ko bhar de din hai ye pyar ke
o babu  pyar ke  din hai ye pyar ke 
hamse bhi aate jate 
ankh milana dur se o babu dur se
koi nishana dur se hamse bhi aate jate 
ankh milana dur se o babu dur se
koi nishana dur se

Song details

Song video

Watch on YouTube