Roman script

humne to pyar kiya pyar pyar pyar 
dil tum pe war diya war war war
milke bhi tumse sanam hamne 
tumari kasam kiya tumara intajar
humne to pyar kiya pyar pyar pyar 
dil tum pe war diya war war war 
milke bhi tumse sanam hamne 
tumari kasam kiya tumara intajar
humne to pyar kiya pyar pyar pyar 
chhodi ye duniya chhoda zamana
ham bhi diwane dil bhi diwana
chhodi ye duniya chhoda zamana
ham bhi diwane dil bhi diwana
dekha jo tumko bhul gaye hum 
apni hakikat apna afsana
puchho hawa se sanam
puchho ghata se sanam 
kya hai nigaho ki pukar
humne to pyar kiya pyar pyar pyar 
dil tum pe war diya war war war 
milke bhi tumse sanam hamne 
tumari kasam kiya tumara intajar
humne to pyar kiya pyar pyar pyar 
tarse tamanna tadpe jawani
pyasi hai kitani ye zidgazni
tarse tamanna tadpe jawani
pyasi hai kitani ye zidgazni
tum na suno to kisko sunaye
aankho ka spna dil ki kahani
kaliyo ko chhoda sanam phulo ko chhoda sanam
chhodi zamane ki bhar
humne to pyar kiya pyar pyar pyar
dil tum pe war diya war war war

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mukesh