Roman script

hamne to diya ye dil tumhe piya 
aage dildar ikhtiyar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
aage dildar ikhtiyar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
palko ki chilman sanam uthaye 
jam hatheli pe liye hum aaye
palko ki chilman sanam uthaye 
jam hatheli pe liye hum aaye
phir bhi  kisi ka intzar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
aage dildar ikhtiyar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
karne ko karte hai sabhi ishare
aate najar kuch hami tumhare
karne ko karte hai sabhi ishare
aate najar kuch hami tumhare
mana ke nahi etbar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
aage dildar ikhtiyar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya 
bat suno mat badal ke chitwan dil ki yaha
bat suno mat badal ke chitwan dil ki yaha
dekho hamari ye pukar hai suno
hamne to diya ye dil tumhe piya 
hamne to diya ye dil tumhe piya 
aage dildar ikhtiyar hai tumhe
hamne to diya ye dil tumhe piya

Song details

Song video

Watch on YouTube