Roman script

hamne suni hari adham udharan

hamne suni hari adham udharan

adham udharan sab jag taran

adham udharan sab jag taran

hamne suni hari adham udharan

jag ki arz garaz uthi bhayo

sankat pade so kasht niwaran

drupad suta ko cheer bandhayo

drupad suta ko cheer bandhayo

dushasan ko maran maran

hamne suni hari adham udharan

adham udharan sab jag taran

hamne suni hari adham udharan

prahlad ki pratigya rakhi

hiranykashyap udhar vidharan

meera ke prabhu mohan ji

meera ke prabhu mohan ji der bhai kin karan

hamne suni hari adham udharan

adham udharan sab jag taran

hamne suni hari adham udharan

hamne suni hari adham udharan

Explore this song