Roman script
humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai hona khabar ab kisi aur ko tumhe apna banaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai palko ki chilman mein is dil ki dhadkan mein tujhko chhupa ke rakhungi khwabo ke daaman mein yaado ke darpan mein tumko basa ke rakhungi palko ki chilman mein is dil ki dhadkan mein tujhko chhupa ke rakhungi khwabo ke daaman mein yaado ke darpan mein tumko basa ke rakhungi mudke jaha jab bhi dekha sanam bas tumko hi paye hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai duniya na ye jaan jaye chahe jo koi to chehra chhupa le chahat magar chhup na paye dil ke dhadkne se dar mujhko lagta hai duniya na ye jaan jaye chahe jo koi to chehra chhupa le chahat magar chhup na paye apni mohabbat ko maine to dil mein kab se chhupaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai hona khabar ab kisi aur ko tumhe apna banaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai humne khamoshi se tumhe dil me basaya hai
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Majhdhaar (1996)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Salman Khan
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Rahul Roy
- Actor: Malvika Tiwari
Song video
actor: Manisha Koirala, Rahul Roy