Roman script

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara 

diwane tum diwane hum 

nazare mili bahke kadam 

diwaani dhadkan dil hai awara 

yaar humko ishq ne maara 

najdikiya kuch dooriya 

majbooriya ho ho ho 

sab hai haseen jawa 

har sham hai ab yaha 

hotho pe dilwar yaar ka naam hai, jaane jaan

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara 

hune kabhi socha na tha 

aisa yaha ho jayega 

mile the hum tum ajnabi banke 

baj uthe kyun saaz dhadkan ke 

hum to tere hone lage, khone lage 

seene pe sar ko rakh ke so gaye dilruba 

ek duje ke diwane ho gaye dilruba 

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara 

hune kabhi socha na tha 

aisa yaha ho jayega 

mile the hum tum ajnabi banke 

baj uthe kyun saaz dhadkan ke 

hum to tere hone lage, khone lage 

seene pe sar ko rakh ke so gaye dilruba 

ek duje ke diwane ho gaye dilruba 

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara 

humko ishq ne maara

Explore this song