Roman script

tum jo na aate to achchha tha

aa ke na jate to achchha tha

tum jo na aate to achchha tha

aa ke na jate to achchha tha

tum jate jate jana hamko deewana kar gaye

tum jate jate jana hamko deewana kar gaye

dil na lagate to achchha tha

na tadpate to achchha tha

ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye

ab dil ko kya samjhana ham ko deewana kar gaye

hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

kabhi has lete hai kabhi ro lete hai

haal kya kar diya apne ehsaso ko 

khud saja dete hai haal kya kar diya

ham the tanha achchhe bhale

mit gaye kyu vo fasle

najare churate to achchha tha

na muskurate to achchha tha

tum haste haste jana hamko deewana kar gaye

tum haste haste jana hamko deewana kar gaye

hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

pyas kya hota hai dard kya hota hai

kuch nahi tha pata dhadhkane badhti hai

chain kyu khota hai kuch nahi hai pata

ab nahi hai apni khabar

ek nasha hai shamo shahar

kuch na batate to achchha tha

raaz chupate to achchha tha

tum milte milte jana hamko deewana kar gaye

tum milte milte jana hamko deewana kar gaye

hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

hamko deewana kar gaye hamko deewana kar gaye

Explore this song