Roman script

tum jo na aate to acha tha

aa ke na jate to acha tha

tum jo na aate to acha tha

aa ke na jate to acha tha

tum jate jate jana

hamko diwana diwana kar gaye

tum jate jate jana

hamko diwana diwana kar gaye

dil na lagate to acha tha

na thadpate to acha tha

ab dil ko kya samjhana

ham to diwana kar gaye

ab dil ko kya samjhana

ham to diwana kar gaye

hamko diwana diwana kar gaye

hamko diwana diwana kar gaye

kabhi has lete hai

kabhi ro lete hai

haal kya kar diya

apne ehsaso ko khud saja dete hai

haal kya kar diya

hamse tanha ache bale

mit gaye kyu vo fasle

najare churate to acha tha

na muskurate to acha tha

tum haste haste jana

hamko diwana kar gaye

tum haste haste jana

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

pyas kya hoti hai

darr kya hota hai

kuch nahi tha pata

dhadhkane badhni hai

chain kyu khota hai

kuch nahi hai pata

ab nahi hai apni khabar

ek nasha hai shamo shahar

kuch na batate to acha tha

raaz chupate to acha tha

tum milte milte jana

hamko diwana kar gaye

tum milte milte jana

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

hamko diwana kar gaye

lyrics type by : pinky thakur

Explore this song