Roman script

tujhe le jaaun duniya se us paar

humko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

humko bhi baithana babu

dil ki motor, dil ki motor

dil ki motor, dil ki motor

hoy dil ki motor car mein

prem nagar ki sair karenge

fifty ki raftaar mein

ho main haan kudi punjaab di

ho main haan kudi punjaab di

tum babu ho bangaali

tum babu ho bangaali

kurta dhoti mein tum aana

kurta dhoti mein tum aana

hoy main hungi salwaar mein

humko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

bahut huye hain ande sunday

bahut huye hain ande sunday

gaano ke baazaar mein

gaano ke baazaar mein

hum to milenge tumse raaja

hum to milenge tumse raaja

oye chupke se itwaar mein

ham ko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

suna prem pe ration hoga aayega control

suna prem pe ration hoga aayega control

ye bill hum na pass karenge

ye bill hum na pass karenge

hoy ulfat ki sarkaar mein

humko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

ho gaal pe laali dil hai khaali

gaal pe laali dil hai khaali

ye kya baithen car mein

ye kya baithen car mein

main to nagad kiraaya dungi

main to nagad kiraaya dungi

hoy kya rakha udhaar mein

humko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

kuchh na paaoge tum

baabu is albeli naar mein

kuchh na paaoge tum

baabu is albeli naar mein

saari uper ki chamak damak hai

saari uper ki chamak damak hai

hoy theatre ki star main

ham ko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

dil ki motor, dil ki motor

dil ki motor, dil ki motor

hoy dil ki motor car mein

prem nagar ki sair karenge

fifty ki raftaar mein

ham ko bhi baithana babu

dil ki motor car mein

Explore this song