Roman script

hame to mar diya are kisne bhai

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya

aaj hindusata ke sab shayar 

badnasibo ki bat karte hai

ya likhenge ya garibo ki bat karte hai

ya hasino ki julf me uljhe 

ya rakibo ki bat karte

ha nojawano ka gum likhe na koi

hampe kya hai sitam likhe na koi

hampe kya hai sitam likhe na koi

hame to mara hai kisne bhai

hame to mara hai lecture sunane walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya

ghar ki halat to hu bahu suniye

bap bete ki guft gu suniye

ha kal akha tha maine ye dady se

lao paise hamari arz hai ye

tumhe pala tumhare daddy ne 

hame palo tumhara farz hai ye

tum mahine me tees dete ho

nakdi do ddin hi pas rahti hai

o athayis din mahine me 

jeb meri udas rahti hai

yar dete hai mujhko dawat roz 

mai abhi ek din unhe bulata hu

ha jau hotel me basdah bankar

or kangal banke aata hu

aye mere bap tujhe apne hi bete 

ki kasam fir mujhe apne khazane ka sahara de de

tees ne not meri jan dobara dede

ha mere bap

daddy bole mre aziz ho tum

ek number ke badtamiz ho tum

ek number ke badtamiz ho tum

sunai galiya are kisne bhai

sunai galiya kya kya sunane walo ne

hame to mara hai lecture sunane walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya

apne teacher bhi kya kamal ke hai

kya batau azab khyal ke hai

apne teacher kabhi na khush honge

hamne to azma ke dekh liya

unka para kabhi utarta anhi

hamne maska lagake dekh liya

tight patlun se unke jidd hai

hero cut bal kat khate hai

ha chup raho to wo kahte hai gungi

kuch bole to dant khate hai

jitni insult wo karte hai

utni insult to khuda ne bhi

kabhi saitan ki na ki hogi

bat karne par bhi hai pabandi

aah bharne par bhi hai pabandi

aji jine ka jikar ka kijiye 

yaha marne par bhi hai pabandi

hame khabro ke soch tha ke mar jayenge

mar ke bhi mil gaye to teacher to akha jayenge

mar ke bhi mil gaye to teacher to akha jayenge

dimag chata hai

dimag chata hai inke safed balo ne

hame to mar diya are kisne bhai

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya milke dunia walo ne

kabhi ustado ne kabhi gharwalo ne

hame to mar diya

Explore this song