Roman script

hame aapse shikayat 

hame aapse shikayat na hui na hai na hogi 

kisi or se mohabbat  

kisi or se mohabbat na hui na hai na hogi

hame aapse shikayat 

hame aapse shikayat na hui na hai na hogi 

kisi or se mohabbat 

kisi or se mohabbat na hui na hai na hogi

ye din ye mahine gujarte rahenge

ye lamhe ye pal bhi bikharte rahenge

magar pyar dil se kabhi kam na hoga

kabhi bhi judai ka mosam na hoga

kabhi bhi judai ka mosam na hoga

kisi or se ye chahat

kisi or se ye chahat na hui na hai na hogi

kisi or se mohabbat na hui na hai na hogi

khyalo ki dunia basa ke rakhungi

tumhe dhadkano me chupa ke rakhungi

diwana banati hai hasrat tumhari

meri jindagi hai ye surat tumhari 

meri jindagi hai ye surat tumhari

kisi or ki jarurat

kisi or ki jarurat na hui na hai na hogi

hame aapse shikayat na hui na hai na hogi 

kisi or se mohabbat na hui na hai na hogi

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song