Roman script

hum dard jo banta hai garibo ka zamana

ye bhi hai amiro ke liye ik bahana

unchi unchi dukaan fika fika pakwan 

biki biki amiro tumhari ye shan

unchi unchi fika fika pakwan 

biki biki amiro tumhari ye shan

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

dekhe ye jhuthe bahane tumhare 

mehnat hamari khazane tumhare

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

mehnat hamari khazane tumhare

tumhare khazano ki hum darban

tumhare khazano ki hum darban

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi dukaan fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi dukaan fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

dunia ki khshiya hai hissa tumhara

tum kyu sunoge ji kissa hamara

dunia ki khshiya hai hissa tumhara

tum kyu sunoge ji kissa hamara

lambi jubane bahre hai kan

lambi jubane bahre hai kan

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi  dukaan fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi dukaan  fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

jite raho tum jite rahe hum

khidmat tumhari karte rahe hum

jite raho tum jite rahe hum

khidmat tumhari karte rahe hum

tumhari adao pe hum kurban

tumhari adao pe hum kurban

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

unchi unchi fika fika pakwan 

dekhi dekhi amiro tumhari ye shan

Explore this song