Roman script

hum tum huye kaise juda 
ho na kabhi aalah kre koi aise juda 
hum tum hue kaise juda  
ho na kbhi aalah kre koi aise juda 
yrr bina ye jag sara kankar pathar hai 
dil hi mandir masjid bhi dil hi dilbr hai 
jasise phool chaman se jan badan se hay hui juda
hum tum huye kaise juda
ho na kbhi aalah kre koi aise juda
heer ke aakho se chhlke aakho ranjhe ke 
isq ne mane duniya me bandhan duniya ke 
aaye koi aafat dard mohbbat kbhi hoga na dil se juda 
hum tum huye kaise juda 
ho na kbhi aalah kre koi aise juda

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Gautam Ghosh, Nida Fazli