Roman script
ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi premi hamara nam hai ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi premi hamara nam hai we are two lovers, we are two lovers chhate hai badal chipta hai suraj chand niklata hai sara jamana dekho hamare sath chalta hai chhate hai badal chipta hai suraj chand niklata hai sara jamana dekho hamare sath chalta hai kya hai subah kya sham hai ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi premi hamara nam hai we are two lovers, we are two lovers khoye rahe ham din bhar tumhare pyar ki bato me jage rahe ham ayi na hamko nind bhi rato me khoye rahe ham din bhar tumhare pyar ki bato me jage rahe ham ayi na hamko nind bhi rato me ye pyar ka anjam hai ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi premi hamara nam hai we are two lovers, we are two lovers ik dusre ke sapno me dhundhe ham in baharo ko ik dusre ki ankho se dekhe ham sab najaro ko ik dusre ke sapno me dhundhe ham in baharo ko ik dusre ki ankho se dekhe ham sab najaro ko ham pe ye iljam hai ham tum ham do rahi, hum tum ham do panchi premi hamara nam hai we are two lovers, we are two lovers we are two lovers, we are two lovers
Song details
- Singer: Ursula Vaz
- Singer: S P Balasubramaniam
- Film / album: Yeh To Kamaal Ho Gaya (1982)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Kamal Haasan
- Actor: Poonam Dhillon
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Vijay Arora
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Ranjeet
- Actor: Asha Lata
- Actor: Kumud Bole
- Actor: Suresh Chatwal
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Dina Pathak
- Actor: Shashikala
- Actor: Tun Tun
Song video
singer: Ursula Vaz, S P Balasubramaniam
actor: Kamal Haasan, Hannah Mitchell