Roman script

wo nahin badnaam, jisne dil ko hai paida kiya

dil se jo paida huyi, wo aarzoo badnaam hai

shehar mein tere karke wafaye hum to huye badnaam

shehar mein tere karke wafaye hum to huye badnaam

kissa ye apna kisko sunaye kissa ye apna kisko sunaye

hum to huye badnaam hum to huye badnaam

apne labo ko seeke humne ishq mein naam kamaya

apne labo ko seeke humne ishq mein naam kamaya

apne labo ko seeke humne ishq mein naam kamaya

husn ko lekin deke duaaye hum to huye badnaam

husn ko lekin deke duaaye hum to huye badnaam

kissa ye apna kisko sunaye kissa ye apna kisko sunaye

hum to huye badnaam hum to huye badnaam

maikhane se uski gali tak jab apni shauhrat faili

maikhane se uski gali tak jab apni shauhrat faili

jab apni shauhrat faili log hame phir kaise bhulaye 

hum to huye badnaam log hame phir kaise bhulaye 

hum to huye badnaam

kissa ye apna kisko sunaye kissa ye apna kisko sunaye

hum to huye badnaam hum to huye badnaam

humne to gharbar lutaya, unke vaade par

humne to gharbar lutaya, unke vaade par

humne to gharbar lutaya, unke vaade par

unki marji aaye na aaye hum to huye badnaam

unki marji aaye na aaye hum to huye badnaam

kissa ye apna kisko sunaye

kissa ye apna kisko sunaye

hum to huye badnaam shehar mein tere karke wafaye

hum to huye badnaam

kissa ye apna kisko sunaye

kissa ye apna kisko sunaye

hum to huye badnaam hum to huye badnaam

hum to huye badnaam

Explore this song