Roman script

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

jabse dekha tumko ey jaadugar haseen

us din se to yeh dil kahi lagta hi nahi

tabse haal kya hai kahu kya, dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara, dil hai deewana tumhara

jabse dekha tumko ey jaadugar haseen

tabse mera bhi dil kahi lagta hi nahi

us din se na pucho hua kya, dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara, dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

milte hi yaha to abhi se, hulchul badhi hai jalta hai sina

haath laga ke zara dekho, kaisa mujhe bhi aaye pasina

milte hi yaha to abhi se, hulchul badhi hai jalta hai sina

haath laga ke zara dekho, kaisa mujhe bhi aaye pasina

bura haal dono ka yaara, dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara, dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

rahi jo yahi bekraari, anjaam aage jaane kya hoga

abhi sambhala tha jigar ko, ke aisa dhadka yeh dil ke tauba

rahi jo yahi bekraari, anjaam aage jaane kya hoga

abhi sambhala tha jigar ko, ke aisa dhadka yeh dil ke tauba

dikhne laga din me tara, dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara, dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

jabse dekha tumko ey jaadugar haseen

us din se to yeh dil kahi lagta hi nahin

tabse haal kya hai kahu kya, dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara, dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

hum to mohabbat karega hum to mohabbat

Explore this song