Roman script

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

duniya khushi ki khoj me jiye hum apni mauj me

mauji hai manmauji hai mauji hai manmauji hai 

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

sun diwani meri zubani man bahti dhara

sun diwani meri zubani man bahti dhara

bhati dhara sab dekhe man ka bahna kab dekhe 

thehara ja waha ra

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

darpan bole kyu dil dole mukh to hai kala

darpan bole kyu dil dole mukh to hai kala

mana ujle hum nahi jag bhi kala kam nahi

jag ka man kala

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

dhup suhani teri jawani jivan andhiyara

dhup suhani teri jawani jivan andhiyara

andhiyaro se hum khele

sab kuch dekar gam le le piye zahar sara

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

duniya khushi ki khoj me jiye hum apni mauj me

mauji hai manmauji hai mauji hai manmauji hai 

hum to manmauji mauji mauji  manmauji

Explore this song