Roman script

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

ishq tera aag hai to isme jalte jaayenge

maut ho ya zindagi ham saath chalte jaayenge

ham vo nahi hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaaye

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

chaahe badle aasman aur chaahe badle ye zamin

aankh nichi ho vafa ki aisa ho sakta nahi

ham tufan me daal ke kashti dub ke paar utar jaaye

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

chaahe mit jaaye chaahe mar jaaye

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

ham pyaar ka sauda karte hain ek baar

Explore this song