Roman script

hai sabki ye pahchan

sabki isse ha shaan

hai sabki ye pahchan

sabki isse ha shaan

apni jami, apne watan

pe jaa kurban

apni jami, apne watan

pe jaa kurban

aao sare milke bole

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hatho me daale hath chale

raah jaisi bhi ho

hum na ruke

hatho me daale hath chale

raah jaisi bhi ho

hum na ruke

baadal ke aage sar na jhuke

mehnat aur khidmat karte rahe

baadal ke aage sar na jhuke

mehnat aur khidmat karte rahe

aao sare milke bole

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hai khwab yaha, manjil bhi yahi

taabir yaha, saahil bhi yahi

hai khwab yaha, manjil bhi yahi

taabir yaha, saahil bhi yahi

ae paak watan, ae paak jami

teri ajmat pe hum sabko yaki

ae paak watan, ae paak jami

teri ajmat pe hum sabko yaki

aao sare milke bole

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hai aane wala daur hasi

mohabbat-e-dil aur gurmat-e-din

hai aane wala daur hasi

mohabbat-e-dil aur gurmat-e-din

tu apna maka, hum tere maki

miljul ke humko rahna yahi

tu apna maka, hum tere maki

miljul ke humko rahna yahi

aao sare milke bole

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

hum pakistan, hum pakistan

Explore this song

Song video

Watch on YouTube