Roman script

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

tere liye jane wafa lenge hazaro janam

is pyaar ki  is preet ki ganga hamesha bahe

hai ye dua jodi teri yuhi salamat rahe

humne to pyaar kiya hai wada so baar kiya hai

khana kissi ka kabhi bhi na mane 

dil ki lagi ko deewane hi jane

tere bina ab chain aaye kahi na

ab to hume hai mohbbat mein jina 

chahe khushi chahe ho gum hogi ye chahat na kam

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

aashiq bane shaadi hui fir ban gaye mummy papa

dada bane dadi bane par aaya na inpe budhapa

darde dil dard jigar ka ye nata sari umar ka 

sang chalegi teri meri sanse sath gujarenge din ho ya rate

milke likhenge wafa ki kahani yu hi kategi hasi zindgani

honge juda kaise bhala hai jab talak dam mein dam

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

tere liye jane wafa lenge hazaro janam

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

humne to li hai kasam daman na chodenge hum

Explore this song