Roman script

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

geet main gaau tere liye

main muskurau tere liye

yaad mein teri duba rahu jab

zindagi badle rang naye

naam tera hotho par

dil mein tera afsana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

main bhi wahi hu, dil bhi wahi hain

raahe wahi hain, manzil wahi hai

log wahi hain, mehfil wahi hai

tu jo nahi to, kuch bhi nahi hai

dhundh hi lenge ek din

tu bhale kahin chhup jana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

Inteqam ki aag lagi hai

pyar ki ganga sukh rahi hain

ab to jala dun is duniya ko

jo mere dil ko phunk rahi hai

jaan par khelnge

tu humko aazmana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana

hum nahi bhulenge, khushiyo ka ye tarana

ye wada raha apna, tu bhul nahi jana 

tu bhul nahi jana

Explore this song