Roman script

humko yaad na karna humko yaad na aana

apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana

beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din

babul ke ghar ka dana

mere hatho ki mehandi teri mehandi par kurban

mang bhari rahe tab tak teri jab tak hai ye jahan

chhu na sake gam tera aanchal har gam tu yahi

chhod  jana

humko yaad na karna humko yaad na aana

apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana

beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din

babul ke ghar ka dana

humko yaad na karna humko yaad na aana

apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana

babul teri aankh aaj kyo bhar bhar aati hai 

beti ki kismat ashko se likhi jati hai 

piya ke sang khush dekh ke isko gam tu judai ka bhul jana 

humko yaad na karna humko yaad na aana

apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana

beti to hai udti chidiya ud jati hai chug kar do din

babul ke ghar ka dana

humko yaad na karna humko yaad na aana

apne pi ke ghar jana ab ye ghar hai begana

Explore this song