Roman script

hum kaam sabhi kar nahi sakta

fata fat fata fat

tu kahe to hum mar nahi sakta

jhata pat jhat pat

but o baby ke pappa mujhe apna bana le

apna bana le mujhe gale se laga le

o baby ke pappa mujhe apna bana le

tere liye maine sab ghar baar chhoda

mummy o daddy ka maine pyar chhoda

tere liye maine sab ghar baar chhoda

mummy o daddy ka maine pyar chhoda

de de tu sahara to rahu na kuwara

de de tu sahara to rahu na kuwara

firu na mara mara mara mara

mai uth ke baith nahi sakta

mai fata fat fata fat

mai uth ke baith nahi sakta

but o baby ke pappa mujhe apna bana le

apna banele mujhe gale se laga le

o baby ke pappa mujhe apna bana le

naam hai glad par hum bada sad hai

teri ye na na very very bad hai

nam hai glad par hum bada sad hai

teri ye na na very very bad hai

ye na na chhodo kabhi to ha bolo

ye na na chhodo kabhi to ha bolo

meri kismat ka tala kholo kholo

meri kismat ka tala kholo kholo

tu chahe to mai has nahi sakta

tu chahe to mai ga nahi sakta

but o baby ke pappa mujhe apna bana le

apna banele mujhe gale se laga le

o baby ke pappa mujhe apna bana le

Explore this song